4 Lines Shayari
Teri Khusi Thi Safar Krna Pada
Teri Khusi Thi Safar Krna Pada
Hr Kadam Pr Magar Tut’na Bhikrna Pada
Duba’ne Wale Mutmain Hue Ke Nhi
Ye Fikr Thi Jo Meri Lash Ko Ubhrna Pada...
Hr Kadam Pr Magar Tut’na Bhikrna Pada
Duba’ne Wale Mutmain Hue Ke Nhi
Ye Fikr Thi Jo Meri Lash Ko Ubhrna Pada...
Shama K Peechay Perwaanay
Dosti K Naam Pay Deewaanay Chalay Aatay Hain
Shama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay Hain
Tu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na Aa
Par Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..
Shama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay Hain
Tu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na Aa
Par Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..
Jiya Itna Ki Marna Muskhil Ho Gaya
Jiya Itna Ki Marna Muskhil Ho Gaya
Hase Itna Ki Runa Muskil Ho Gaya
Kisiko Pana Kismat Ki Baat Hai
Chaha Itna Ki Bhulana Muskhil Ho Gaya
Hase Itna Ki Runa Muskil Ho Gaya
Kisiko Pana Kismat Ki Baat Hai
Chaha Itna Ki Bhulana Muskhil Ho Gaya
Khyalo Mein Khone Bhi Nahi Dete
Rone Vi Nahi Dete, Hasne Vi Nahi Dete,
Jine Vi Nahi Dete, Marne Bhi Nahi Dete,
Kehte Hai Wo Gayero Ko Lao Na Khyalo Mein,
Aur Khud Apne Khyalo Mein Khone Bhi Nahi Dete.
Jine Vi Nahi Dete, Marne Bhi Nahi Dete,
Kehte Hai Wo Gayero Ko Lao Na Khyalo Mein,
Aur Khud Apne Khyalo Mein Khone Bhi Nahi Dete.
Khowab Me Ana Bas Kijiye Manjur
Ap Mere Se Rahe Chahe Jitni Dur,
Khowab Me Ana Bas Kijiye Manjur,
Chahta Hoon Ap Ek Wada Toh Karen,
Phir Vale Hi Ap Mere Sath Na Chalen
Khowab Me Ana Bas Kijiye Manjur,
Chahta Hoon Ap Ek Wada Toh Karen,
Phir Vale Hi Ap Mere Sath Na Chalen
Kanta Samajh Kar Chod Na Dena
Dushmano Me Bhi Dost Milaa Karte Hai
Kaanto Me Bhi Phool Khila Karte Hai
Humko Kanta Samajh Kar Chod Na Dena
Kaante Bhi Phoolon Ki Hifazat Kiya Karte Hai
Kaanto Me Bhi Phool Khila Karte Hai
Humko Kanta Samajh Kar Chod Na Dena
Kaante Bhi Phoolon Ki Hifazat Kiya Karte Hai
Aap Se Bicchade Muskuraa Na Sakenge
Pyaar Ka Badla Kabhi Chuka Na Sakenge
Chaah K Bhi Aapko Bhula Na Sakenge
Aap Hi Ho Mere Labo Ki Hasi
Aap Se Bicchade To Kabhi Muskuraa Na Sakenge
Chaah K Bhi Aapko Bhula Na Sakenge
Aap Hi Ho Mere Labo Ki Hasi
Aap Se Bicchade To Kabhi Muskuraa Na Sakenge
Kissa Mashhoor Hai Zindagi Ka
Has Kar Jeena Dastoor Hai Zindagi Ka
Ek Yehi Kissa Mashhoor Hai Zindagi Ka
Beete Huye Pal Kabhi Laut K Nahi Aate
Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka
Ek Yehi Kissa Mashhoor Hai Zindagi Ka
Beete Huye Pal Kabhi Laut K Nahi Aate
Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka
No comments:
Post a Comment